Are you searching for Dialogues From Bollywood?

These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality  Dialogues From Bollywood & Dialogues From Hindi Movies and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Dialogues From Hindi Films, Dialogues From Films, Hindi Film Dialogues, Dialogues Of Indian Cinema, Shayaries From Movies, and many more.

You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.

Dialogues From Bollywood

Dialogues From Bollywood

Humse woh jhoot bolkar sharma rahe hai kyun … thodi bahut jhoot ki aadat sabhi ko hai

Ik baar to yun hoga, thoda sa sukoon hoga … na dil mein kasak hogi, na sar mein junoon hoga

Is shehar ki khushboo woh bheeni bheeni raat … bhatke sari duniya, na mili Lucknow waali baat

Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai … ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai

Kasam khakar aagaya hai inteqam ka yeh angaraa … bajaonga aaj teri maut ka nakaraa

Koi hawa toh chale, koi patta toh hile … kaun hai apna kuch pata toh chale

Kuch reet jagat ki aaisi hai … har ek subah ki shyam hui … tu cheez hai kya, tera naam hai kya … Rekha, Hema tak yahan badnaam hui

Kya sher farmaya hai aapne … Majnu ki jagah Ranjhe ko chipkaya hai aapne

Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai … yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai

Na hai shikwa kisi ko kisi se yahan, na hai kisi pe kisi ka zor … jinko apna samajhte hai hum aksar, wahi nikalte hai koi aur

Na sode ke saath, na pani ke saath … main toh peeyunga apni rani ke saath

Nawazish, karm, shukriya, meherbani … mujhe baksh diya aapne zindagani


Dialogues From Bollywood Movies

Sita Ram, Radhe Kishan yeh misaalen hai bhagwan ki … insaano ki agar deni hai misaal toh dena Shaadi No. 1 ki

Aankhon mein kuch nammi si hai … chup chup se woh behte hai … nazuk si nighaon mein nazuk sa fasana hai

Bahut khoobsurat hai aankhen tumhari … bana dijiye inko kismat hamari … usse aur kya chahiye zindagi mein … jisse mil gayi hai mohabbat tumhari

Beheto toh mehbooba ki sar aankhon par beheto … leto toh mehbooba ki aagosh mein leto … varna kuch nahi, khade raho

Bhare saawan mein reghistaan lagta hai … yeh ghar mera khali makaan lagta hai

Bomb ke phatne se dhamaka nikalta hai, patloon ke phatne se dhaga nikalta hai … aur air condition kamre mein agar kisi ki phatti hai toh … paseena nikalta hai

Duty nibhate hai hum issi liye hum hum hai, varna haramkhor kehlate … rishvat khate mujrimon se aur rishvatkhor kehlate

Early to bed and early to rise … makes your girlfriend go with other guys

Ek patthar chot khake kankar kankar ho gaya … aur ek patthar chot sehke Shankar Shankar ho gaya

Gaaziyon mein boo rahegi jab talak imaan ki … takht-e-London tak chalegi teg Hindustan ki

Hasratein Lucknow, basratein Kanpur … surmayi hai Bareilly, aur kaatilana hai Rampur

Hone wale miyan ke tareefon ke pul baand rahe hai … baraat kam lagta hai khule saand khade hai … aise bhi kya heere jadhe hai … darshan chote bas naam badhe hai


Dialogues From Bollywood Movies

Hum is desh ke bete hai, desh pe jaan luta denge … gaddar mitayenge kya humko, hum gaddaron ko mita denge

Hum us desh ke waasi hai jis desh mein Ganga behti hai … aur jis desh mein bahu apne saas sasur ke samne sar par pallu daal ke rehti hai

Is duniya mein aaye ho toh kuch aisa kar jao kadardan … gali, kooche se aawaaz aaye, abba jaan abba jaan abba jaan

Lagale zor jitna teri taqdeer mein hai … dushman ko rokna hamari fitrat mein hai

Maana door se dekha toh moongphali hai … paas aakar dekh tera Baahubali hai

Main bola picture chalengi toh chalengi … silver jubilee, house full … main pass nahi kiya toh picture ka dabba gul

Makkhiyan behte na kyun kabar pe saudai ki … uski mashooq thi beti kisi halwai ki

Shama bujhao ki sailaab-e-noor aaya hai … ya phalak se koi tara hi utar aaya hai

Zulm-e-ulfat par kyun log sazaa dete hai … kaise nadan hai joh sholon ko hawa dete hai

Agar tujh mein dum hai saaki toh Qutub Minar ko hilake dikha … agar dum nahi hai toh mere naal beht, do goont maar … aur Qutub Minar ko hilta dekh

Allah joh banata hum mein moti teri nath ka … lete kabhi rukhsar ka bosa, kabhi lab ka

Aukaad kya hai tum jaise tinke ki, aandhi toofan ke bhi rukh modh diye jaate hai … jin mein ho jaata hai andaaz-e-khudai pehda, humne dekha hai ki woh bhut todh diye jaate hai


Dialogues From Bollywood Movies

Bachpan ki pant jawani mein fit nahi hoti … aur har no ball pe free hit nahi hoti

Dil ko rahat sukoon nazaron ko, dono aalam pe tera sayaa hai … husn-e-jaad karne waale ne tujhe kuch soch ke banaya hai

Do mithiyan galaan kar kudiye haske sadde naal … arre saath khade hum dono lagte hai Sohni Mahiwal

Duniya mein ek hi Majnu hai, duniya mein ek hi Laila hai … ek haath mein glass pakado, doosre haath mein thaila hai

Ek hi reet sada chali aayi … under the table upar ki malai

Husn ko chaand, jawani ko kamal kehte hai … dekh kar hum tujhe ek shouk ghazal kehte hai … uff yeh sang-e-marmar sa tarasha hua shafaf badan … dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hai

Jeene na degi aankhen teri dilruba mujhe … in khidkiyon se jhaank rahi hai kazaa mujhe

Khushi toh naam hai tumse nazar milane ka … nazar milana ek bahana hai dil lagane ka

Kitna haseen hai shabab dekhoge tab janoge … kahan kahan khilte hai gulaab chuoge tab janoge

Koi toh jalwa Khuda ke vaaste deedar ke kabil dikhai de … sangdil toh mil chuke hai sainkado … koi ail-e-dil toh dikhai de

Kya khoob pehghaam aapne hai pesh kiya … hatheli ka hai mail daulat, kya liya aur kya diya

Mil jaye tumhe tumhari mohabbat, toh maan lo khuda tumpar meherban ho gaya … aur agar na mile, toh jaan lo ke khuda tumse ek jaan ho gaya


Dialogues From Bollywood Movies

Mohabbat ko samajhna hai toh pyare khud mohabbat kar … kinare se kabhi andaaz-e-toofan nahi hota

Na hui sard dil ki lagi … barf mein bhi laga ke dekh liya … itna sher garam tha … magar barf mein daal ke thanda kar diya

Na suhaag hai na raat hai, phir bhi suhaagraat ka scene nazar aata hai … believe it or not, har kutte ka din aata hai

Santra kabhi sakht nahi hota … aur Batla ke dushman ke pass waqt nahi hota

Tere se milke aaise bhaaga … rann mein hi soya, rann mein hi jaaga

Ajab hai yeh taqdeer ka lekha … maa aaisi hoti hai … aaj pehli baar hai dekha


You Can also read:

  • Bollywood Dialogues
  • Hindi Movie Dialogues
  • Movie Dialogues in hindi
  • Bollywood Movie Dialogues
  • Shayaris From Bollywood
  • Leave a Reply