Are you searching for Filmy Dialogues?

These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality  Filmy Dialogues & Padmavati Movie Dialogues and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Shayari In Hindi, Hindi Dialogues, Dialogues In Bollywood, Dialogues Collection From Hindi Movies, Dialogue Hindi Me, and many more.

You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.

Filmy Dialogues
Aadhi raat ko bulana, subah tak zaroor aaonga yeh meri arz hai … shehar mein shanti aur nagriko ki seva karna mera farz hai
Aaj hoga mere aakhri dushman ka khaatma … aur phir kehlaunga main is duniya ka vishwatma
Aaj sheeshay mein bar bar unhe dil ki moorat dikhai deti hai … apni soorat nazar nahi aati, meri soorat dikhai deti hai
Aapke haathon bikke hum, uski kudrat dekhiye … baat ki sholon ki, aur khud pani pani ho gaye
Abhi aaye, abhi behte, abhi daaman sambhala hai … tumhari aulad bhi kya yaad karegi, ki chacha ne kya dum nikala hai
Anyay joh kare aur anyay joh sahe … tumhari grihna usse ghaas ki tarah tahe
Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage … mere khuda kisiko pyar ki hawa na lage
Jab jab hota hai zulmon ka haadsa … tab tab janam leta hai Lal Baadshah
Kabhi veerane the, abhi gul-o-gulzaar nazar aate hai … badle badle dar-o-deewar nazar aate hai
Kal tak joh ajnabi tha, dil aaj ussi ko chahta hai … zindagi dene waale tujhpe, mar jaane ko jee chahta hai
Kasoor mera nahi roti ki kasam … bhook ki duniya mein imaan badal jaate hai
Khat kabutar kis tarah le jaye bam-e-yaar par … par kattarne ke liye hai kaichiyan deewar par … jawab hai ki khat kabutar is tarah le jaye bam-e-yaar par … khat ka mazmoon ho paron par, par katte deewar par
Main shayar toh nahi magar aye haseen … aage ki lines main jaanta nahi
Mar gaye toh mar gaye, iski hum mein chinta nahi … jaan jaane ki jaaye, maut aane ki aaye
Mazloomon ke liye dhaal hai hum, dushmanon ke liye kaal hai hum … awaaz se duniya tharaye, woh Guru Gobind Singh ke lal hai hum


Filmy Dialogues In Hindi
Mereko duniya ki nazar mein mat gira … mubarak ho shaadi ki saalgirah
Rangeen zamana hai mausam suhana hai, chhodo bhi ab yeh sharam … nazarein joh karti hai nazaron se baatein, chal woh karen baat hum
Sari duniya bhi joh thukraye toh kya hota hai … jiska koi nahi hota uska khuda hota hai
Tere is chehre pe main sanam marta hoon … toot na jaye dil, main sanam darta hoon
Usne dekha hi nahi apni hatheli ko kabhi … us mein dhundli si kahin, meri bhi lakeer toh hai
What should I say about the softness of your lips … it is like a petal of a rose flower
Aaj sharaab ki lehren baha do … joh bhi aaye tumhare bar mein usse whiskey se nehla do
Aap toh aap hai, aap sab kuch hai … aur toh aur hai, aur kuch bhi nahi
Ab ke hum bichre toh shayad kabhi khwabon mein mile … jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile
Aisi koi paheli nahi joh maine suljhai nahi … joh na suljhe aisi fariyaad aayi nahi
Chori ke aam ka har koi deewana … joh pakda gaya woh chor hai aur joh bach gaya woh sayana
Duniya ka aitbaar karen bhi toh kya kare … aasoon bhi apni aankh ka apna na hua
Insaan ki zindagi par shak hota hai … bus wahi nahi milta jispar hamara haq hota hai
Ishq jis mein basa nahi rehta … aaise dil mein khuda nahi rehta
Itne barson ke baad aaj tu mujhe mila … khush hone ke bajaye seedhe aag ughalne laga
Jab bhi main tumhe taqleef mein paonga … sabse pehle main apna haath badaonga
Jabse huyi hai shaadi, aasoon baha raha hoon … aafat gale padi hai, usko nibha raha hoon
Kuch is tarah se bhunne hain maine taqdeer ke dhaage … achche achchon ko jhukna padta hai mere aage
Kya pyar hai, kya dulaar hai … kitna sukhi pariwar hai, mera toh dil nisaar hai
Lamho ka bhanwar cheer ke insaan bana hoon … ehsaas hoon main waqt ke seene mein ghada hoon

Filmy Dialogues In Hindi

Maante hai hum, hum gunehgaar hai … sar jhukaye hai hum, aap sarkar hai … apni baahon mein chupa lijiye humko … sirf itni sazaa ke talabgar hai
Main bhi hai, Meena bhi hai, sagar bhi hai, saakhi nahi … jee mein aata hai laga de aag maikhane ko hum
Mithai ki dukaan mein mirchi hai … aai shapat kai tari gochi hai
Mohabbat rang lati hai jab dil se dil milte hai … mushkil toh yeh hai, ki dil badi mushkil se milte hai
Mujhko kyun dete ho zehar-e-zindagi … mujhko marke nagahani chahiye … dil abhi poori tarah toota nahi … doston ki meharbani chahiye
Na jagde hum apas mein, jagadkar toot jayenge … tumhara aaina hum hai, humara aaina tum ho
Saaya palkon ka na chug jaye tan-e-nazuk mein … unse kehta hoon joh aankhon mein basa karte hai
Ab mere paas khushiyan nahi, sirf gham hi gham hai … ab mere paas logon ki bheed nahi, sirf akelapan hai
Chandni raat hai, taaron sa bikhar jaane de … apni aaghosh mein lele, mujhe mar jaane de
Do do glass daalte hai andhar ghata-ghat … aur phir pyar ke saagar mein tayrenge phata-phat
Hoon main parwana magar koi shamma toh ho raat toh ho … jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho
Hum mehnat kash is duniya se jab apna hissa mangenge … ek bagh nahi, ek khet nahi, hum sari duniya mangenge


Filmy Dialogues In Hindi
Humko mitta sake yeh zamane mein dum nahin … humse zamana khud hain … zamane se hum nahin
Husn ka raaz zamane se chupaye rakhiye … dil mein jalta hua ek shola dabaye rakhiye
Janta hai tu ki danger naam hai mera … aur main janta hoon ki kya kaam hai tera
Jinhe ulfat ki khushiyan mil sake woh shaunk se lele … hum mein chhodo hum toh apni kismat aazma behte
Joh adab mein aaye toh lehar hai … joh ho meharbaan toh woh pyar hai
Judai teri kisko manzoor hai … zameen sakht hai, aasman door hai
Kele ka chilka pair ke neeche joh aa gaya … jalwe bhi unke saath saath par phisal gaya

You Can also read:

  • Dialogues From Bollywood
  • Dialogues From Hindi Movies
  • Dialogues From Hindi Films
  • Dialogues From Films
  • Hindi Film Dialogues
  • Leave a Reply