Are you searching for Superhit Dialogues?

These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality  Superhit Dialogues & Filmy Dialogues and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Padmavati Movie Dialogues, Shayari In Hindi, Hindi Dialogues, Dialogues In Bollywood, Dialogues Collection From Hindi Movies, and many more.

You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.

Superhit Dialogues

Superhit Dialogues In Hindi

Khuda gharat kare motor banane waale ko … sach kaha zalim ghar se beghar kar diya is saale motor chalane waale ko
Kis kis tarah se mujhko na rusva kiya gaya … gairon ka naam mere lahu se likha gaya … kyun aaj uska zikr mujhe khush na kar saka … kyun aaj uska naam mera dil dukha gaya
Kiya hai ishq toh har imtihaan se guzrenge … tumhare vaaste har intehaan se guzrenge
Raja ki ek rani thi, yeh kahani toh suni thi … deewane ki ek deewani hai, yeh aaj ki kahani hai
Uske banaye har haseen chehre se ishq karna hai … aakhir marne ke baad kal usko mooh bhi toh dikhana hai
Wife ne poocha husband se, ke sach kaho kitno ke saath soye ho? … husband bola, soya toh bus tumhare saath, baki sehkadon ke saath jaga poori raat
Woh mooch hi kya jisse phera na jaye … aur woh husn hi kya jisse cheda na jaye
Yahan libaaz ki keemat hai aadmi ki nahi … mujhe glass bada de sharab kam karde
Zulm ko fanna karne ke liye maut se takra gaya hai … tujhse loha lene ke liye, dekh yeh loha aa gaya hai
Dil ki har baat sher nahi hoti hai … kuch lafzon ke zariye apne haal-e-dil bayaan karne ki koshish hoti hai
Girte hain sher savaar hi maidan-e-jung mein … woh tiflya kya girega joh ghutno ke bal chale
Hai rabba, main hoon iska abba … main engine aur yeh mera dabba
Har ek aashiq ke dil mein darr hai apna … ki har mashooq ab dilbar hai apna … hatheli par liye phirte hai sar hum … haseeno ke dilon mein ghar hai apna


Superhit Dialogues In Hindi
Hawaon mein ab toh kiss karta hoon … har taraf tujhko miss karta hoon
Is paar nahi toh phir, us paar milenge hum … sau baar bichadke bhi, ek baar milenge hum
Jab maine usse khaas nigah-e-naaz se dekha … aaina fir usne naye andaz se dekha
Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain … jis raakh se barood bane, usse Vishwanath kehte hain
Jhoot ki boo tumhari baat mein hai … lao koi gawah saath mein hai?
Looking at this prize, tomorrow the whole world will become dishonest … hence the traitor is confident that tomorrow all the godliness will become foul
Purani jeans ke saath dostana hamara … par teri yaari mein yaara … dheela padh gaya friendship da naada
Roses are red, violets are blue … roz roz SMS karne waale, kaun hai be tu?
Tujhe dekha, tujhe chaaha, tujhe puja maine … bas itni khatta hai meri, aur khatta kya
Tumhare hi liye paida hue duniya ke nazare … chamakte hai tumhari roshni se chand aur taare … tumhara gham hai gham, auron ka gham khawab-o-kahani hai … tumhara khoon hai khoon, hamara khoon pani hai
Uda de neend aankhon ki kahani usko kehte hai … jalakar khaak kar dale jawani usse kehte hai
Umar sari guzari par kisi ne aaise nahi pachhada … tujhko milke aaisa laga oh jaanam, jaise main hoon ek chaddi aur tu mera nara
Yeh ishq nahi aasaan bas itna samajh lijiye … ek aag ka dariya hai aur wahin bhasma ho jaana hai
Yeh shokhi, yeh adaayen, yeh baankpan … inki keemat bhala duniya tay kar sakti hai kya … achcha chal itna bata teeno ka milake package mein kuch kam karti hai kya
Yun khafa khafa rehke tadpaoge kab tak … cameraman Yogesh ke saath Rajan Chaurasia … Aaj Tak
Zamane ki nazarein hai mere gunahon par … kisi ko apna chehra bhi dikhai deta hai, nahi … tum jahan hote ho wahan hote hai khoon aur laash ke saude … phir bhi vardi par daag dikhai deta hai, nahi

Superhit Dialogues In Hindi
Zindagi bhar nahi bhoolegi woh barsaat ki raat … maine jab pakda tha kambakht teri saas ka haath
Aapko toh tauba karne ki fursat bhi mil gayi … hum mein toh ek gunaah karne ke liye yeh zindagi bhi kam pad gayi
Chahe juda ho dono ke jahan, phir bhi judi hai dekho taqdeerein … pyar ki koi sarhad na zubaan, pyar na maane koi zanjeerein
Choti choti baaton se bade kahan ho jaoge … patli galiyon se nikloge toh khuli sadak par aaoge
De jaam ya gham de humko … sharaab bhi pee jaati hai aur aasoon bhi peeye jaate hai
Dharam ki aag se dil ke chirag jalte hai … bhatakne waale issi roshni mein jalte hai
Dhoonde ankhiyan, dhoonde dariya, dhoonde sara gaon … sabse pehle dekh re moorakh, ka padhe ho tero paon
Humse poocho ki haqeeqat kya hai … tum jisse apni mohabbat de do, usko daulat ki zaroorat kya hai
Idhar bhi barbaadi, udhar bhi barbaadi … arre bedardi tu karle is se shaadi
Is shaam ka koi nahi hai jawaab … jab saamne behta ho shabaab … aur apne haathon se pilaye sharaab
Itni pila, itni pila saaki ki mehak jaon main … yeh toh mumkin nahi hai ki bahek jaon main
Jab cycle pe behto ho toh chalana padta hai pedal … agar duniya mein aaye ho toh punya karo, ki fayda cheque aur medal
Joh main paaon apne piya ko, aakhiyan mein rakh loon … na main dekhoon koi ore, na toku dekhan doon
Kabhi hasta nahi, kabhi rota nahi … yeh shehar awara kabhi sota nahi
Kaisi deewani hoon main, kaun pehchane … jisne deedar kiya bas wohi jaane
Karz ki peete the main lekin samajhte the ki haan … rang layegi hamari faaqa masti ek din
Ladki thi jawaan, mamla tha sangeen … jana tha Japan, pahunch gayi Cheen

Superhit Dialogues In Hindi
Taqdeer teri chutti pe hai, maut tere sarr pe hai … lekin baatein aise karta hai, jaise zindagi tere bistar pe hai
Tere huzoor se sab sharmsar hokar chale … shikar karne ko aaye the, shikaar hokar chale
Teri zindagi mein latke hue the itne angoor … aur Roma tu pakad ke lai yeh langoor
Tu bola main bada main bada main bada … sara shehar mere lafde mein pada … main poochon tu kaika bada … tu toh ladki dene ke liye mere peeche pada
Yeh andha kanoon likhega kab tak meri kahani … ek haath mein yeh kaala coat, doosre mein jawani
Aapke anurodh pe main yeh geet sunata hoon … apne dil ki baaton se aapka dil behlata hoon
Bhala kya mel hai mera tumhare saath huzoor … yahan pe bijli, toh haddi yahan par atki hai
Bina shaadi karvaye aap marne chale … bandook haath mein li nahi jung ladne chale


You Can also read:

  • Dialogue Hindi Me
  • Dialogues From Bollywood
  • Dialogues From Hindi Movies
  • Dialogues From Hindi Films
  • Dialogues From Films
  • Leave a Reply