Are you searching for Dialogue Hindi Me?
These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality Dialogue Hindi Me & Dialogues From Bollywood and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Dialogues From Hindi Movies, Dialogues From Hindi Films, Dialogues From Films, Hindi Film Dialogues, Dialogues Of Indian Cinema, and many more.
You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.
Dialogues Hindi Me
Chand ko todh doonga, suraj ko phod doonga … agar tu haan kehde, toh pehle waali ko chhod doonga
Chinta se chaturai ghate … dukh se ghate shareer … jaldi se fresh ho jaiye … hum banate hai garma garam roti aur meetha meetha kheer
Dar pe phir sawaali aaya hai … woh kis se pyar karti hai, yahi sawaal laya hai?
Dhere dhere, chaba chabake, thanda karke khana chahiye … yahi buzurgon ka kehna hai, isko na thukrana chahiye
Hai aur bhi duniya mein sukhanavar bahut achche … kehte hai ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
Har chah ko intezaar hai tumhara, bas maangne ki derr hai … chah bhi chahti hai tumhe, bas paane ki derr hai
Hum wahan hai jahan se humko bhi kuch hamari khabar nahi aati … aage aati thi haale dil pe hasi, ab kisi baat par nahi aati
Humne tumhare naam ki titli daboch li … sab rang kayanat ke mutthi mein aa gaye
Husn hai zaat meri, ishq sifat hai meri … hoon toh main shamma, magar bhes hai parwaane ka
Kahan ki eenth, kahan ka roda … kahan pe jaake mattha phoda
Dialogue Hindi Me
Kangi ko narangi kahein … bane dhoodh ko khoya … chalti ko gaadi kahein … dekh Kabira roya
Kaunsi gutthi hai woh joh humne suljahi nahi … aaisi fariyaad aaj tak darbar mein aayi nahi
Khoob parda hai ke chilman se lage baithe hai … saaf chupte bhi nahi, samne aate bhi nahi
Main yoon hi bekhudi mein keh gaya hoon dilruba tumko … khuda ka khauff na hota toh keh deta khuda tumko
Tera haath, haath mein ho agar … toh safar hi asle-hayaat hai … mere har kadam pe hai manzilein … tera pyar gar mere saath hai
Yeh dharti roh rahi hai, yeh aasman roh raha hai … nonsense yeh sab kya ho raha hai?
Yeh na samajhna ki samne koi murdaar khada hai … kehte hai jisse Chauhan yeh tumhara baap khada hai
Yeh toh mafia ke baap hai … ek nevla toh doosra saanp hai … agar dono mil jaaye toh killer shark hai … lekin dono angootha chaap hai
Zara yeh raat dhalne de, nasha tera utaroonga … jawaani bhool jaye ishq, tujhko aaise maroonga … andhere mein agar maara toh kehlaonga main buzdil … tadap le raat bhar, pehli kiran hogi teri kaatil
Aap hi hamare pillar ho, lost and found memory ke chillar ho … aap hi hamare Johnny, aur aap hi hamare Lever ho
Dialogue Hindi Me
Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin voh paani hai … joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai
Ab hua malum aahon ka dhuan hota hai kya … apne daaman mein lagi aag toh rota hai kya?
Agar tum logon ne dikhaye tevar … toh teri beti kuvaari maa forever
Barf padh rahi hai aur haath mein koi jaam nahi … pilaye jao hum mein … hum mein koi kaam nahi
Bhaag gaye bhalu, vadiya ho gaya alu … wahan ka main paalu, aur yahan ka tu paalu
Bhool karke agar humse koi bhool hui ho, toh bhool samajhkar bhula dena … lekin bhulana sirf bhool ko, galati se bhi hum mein na bhula dena
Caren hai bahut zyada par tel bahut kam hai … issi liye Iraq pe giraye gaye itne bomb hai
Cruelty is still cruelty … when it grows it is erased … blood is still blood … when it flows then it dries up
Is ghar ko aag lag gayi ghar ke chirag se … baat teri meri ban gayi tere dimaag se
Ishq se joh bacha nahi rehta … woh kisi kaam ka nahi rehta
Jab hawa shabd ko badalti hui pehlu aayi … muddaton apne badan se teri khushboo aayi
Jaise kamino ki pechaan jail mein piste hue chakki ko hoti hai … vaise apne jijo ki pehchaan Lakhwinder Singh Lakha urf Lucky ko hoti hai
Maike se aaja biwi, teri yaad mein ho gayi TB … main kheer samajhkar kha loonga, teri jooti bhi teri gaali bhi
Dialogue Hindi Me
South Indian se south Indian mile, kar kar lambe haath … mera band baja diya, patang de di kisi aur ke haath
Tairna hai toh samundar mein tairo, talaabo mein kya rakha hai … aur joh ishq karna hai toh mujhse karo, janaaniyo mein kya rakha hai
Upar waale ne bhi kya item banayela hai … truck ki body pe cycle ki ghanti lagayela hai
Waqt rok sakti hoon, aakash ood sakti hoon … zameen pee sakti hoon, maut modh sakti hoon … tumhare prem mein kuch bhi kar sakti hoon
Woh kaali kaali botalein joh hai sharaab ki … arre raatein hai in mein band hamare shabaab ki
Yaar hoon, humdardo ka saaya hoon … aaj yeh mat kehna, ke bewaqt aaya hoon
Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai … kis kadhar khush naseeb hai woh log … khoon jinka watan ke kaam aata hai
Aasmaan ka rang aankhon mein leke utri hai ek videshi apsara … pighal rahi hai baraf, pighal raha hai ek brahmachari ka dil zara zara … kahin aisa toh nahi ki saawan ke andhe ko dikhta ho sab hara hara
Ab toh ghabra ke yeh kehte hai ki mar jayenge … marke bhi chain na paya toh kidhar jayenge … hum nahi woh joh karen unka daava tujhse … balki poochega khuda bhi toh mukhar jayenge
Dialogue Hindi Me
Ae dil tu kyun rota hai … yeh duniya hai, yahan aisa hi hota hai … aankhon se tapke aansun toh unhe chupaya ja sakta hai … lekin jab dil roye, ae zalim toh kya kijiye
Chaukidar kare chaukidari, wafaadari toh kutta bhi karta hai … joh kare biwi se bewafai, usse wafaa toh kutta bhi nahi karta hai
Hum apne pote ka dada banenge … tabla, sarangi aur baja banenge
Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha … meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha
Humne tumhari yaad mein ro roke tub bhar diye … aur tum bewafaa aaye aur usmein naha ke chal diye
Husn pariyon se chamak chaand se laya hoga … shabhnami phoolon se honthon ko sajaya hoga … zulf bhikre toh ghattaon ko paseena aaye … badi fursat se tujhe rab ne banaya hoga
Jis desh mein pehda hue ho tum, us desh ke agar tum bakht nahi … nahi piya doodh maa ka tumne, aur baap ka tum mein rakht nahi
Joh hashr hua hai lakhon ka, apna bhi woh anjaam sahi … hum pe toh kahi ilzaam lage, tujhpar bhi koi ilzaam sahi
Kab se tadap raha tha deedar ke liye … aankhen taras gayi apne yaar ke liye
Kapda hai bahut zyada par kameez bahut tang hai … badal hai bahut zyada par baraste kitne kam hai
Likhta hoon khat khoon se, shahi na samajhna … yeh rang hai chahat ka, tabahi na samajhna
Mere piya ka laal kabootar parbat parbat udta hai … pooch lo usse sara naksha saanj bhay woh udta hai
You Can also read: