Are you searching for Bollywood Dialogues?

These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality  Bollywood Dialogues & Hindi Movie Dialogues and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Movie Dialogues in hindi, Bollywood Movie Dialogues, Shayaris From Bollywood, Filmi Shayari, Bollywood Shayari, and many more.

You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.

Bollywood Dialogues

Bollywood Dialogues

Tareef us khuda ki jisne hum sabko banaya hai … zara aapko yeda banaya, humko teda banaya hai
Woh aake gire hum pe bijli ke khambe ki tarah … khuda ki kasam current kha ke mazaa aa gaya
Woh shaadi hi kya teri dawat nahi jis mein … aur woh aag hi kya teri soorat nahi jis mein
Yakeen aaye na aaye tumko lekin yeh haqeeqat hai … mile ho jabse tum mujhko yeh duniya khoobsurat hai
Yeh joh pyar mohabbat ishq hai, is mein meetha meetha risk hai … yeh kaisa prem game hai, jis mein sab kuch toh fix hai … dil ke aaine ko dekho, tera chehra us mein mix hai
Deewane hai aapke is baat se inkaar nahi, kaise kahen ki hum mein aapse pyar nahi … kuch toh kasoor hai aapki adaon ka, akele hum hi gunehgaar nahi
Honi ko kaun taal sakta hai … joh hona hai wohi hoga … bachche ke diaper jitne bhi badalo … geela toh woh karega bichauna
Hosh nahi tha khoya abhi … josh nahi tha soya abhi … dil mein hausle the, aankhon mein sapne the, haath mein kalam thi … zindagi ki dastaan abhi likhni baaki thi
Hum mein bhi aa padha hai doston se kaam kuch yaani … hamare doston ke bewafaa hone ka waqt aaya


Bollywood Dialogues
Humne dekhe hai bahut baatein banane waale … baatein waale toh janaab kaam kidhar karte hai … woh joh dekhe hi nahi toofan uthate sagar … woh kya khaak samundar mein safar karte hai
Husn ki shaan mein ho jaye na kuch gustakhi … tum chale jao, tumhe dekh ke pyar aata hai
Kahin bhi apna thikana nahi is zamane mein … na aashiyane ke bahar, na aashiyane mein
Kal se bekal hoon kisi kal mujhe kal nahi aati … kal joh aa jaati mujhe kal toh bekal aati
Layega mere dil ki tadap, koi kahan se … sunna hai mera haal, sunno meri zabaan se
Machli toh jal mein rahe, phir bhi baas na jaye … naaho dho kuch karo, satsang mail mitaye
Main tere saath lagane ko tayaar hoon saat chakkar … kyun ki mera dil bechain hai tere dil se lene ko takkar
Marr jayenge, mitt jayenge par bhai ka sar na katenge … desh hai humko pyara apna, hum desh mein maut na batenge
Milan ke bina love story poori nahi hoti … par joh poori nahi hoti, kya woh love story nahi hoti?
Shakahari ke pet mein machchi … aai shapat kai tari hai gochi
Sirf oye oye karne se koi chela guru nahi ho jaata … aur sirf bhaukne se koi kutta kamina nahi ho jaata
Tere dil mein soya tha, kyun utha diya … card kahan se nikla, ke number mila diya
Vaada toh phir vaada hai, main zehar bhi pee jaon katil … sharat bas itni hai, koi baahon mein samah le mujhko

Bollywood Dialogues
Woh aaye hamare ghar mein, khuda ki kudrat hai … kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hai
Woh shaadi karke chali jayegi … saath mein tumhari kismat bhi dhal jayegi
Ye ada jaane tamanna aap se seekhe koi … jaankar anjaan banna aap se seekhe koi
Aaj jurm ko nahi roka gaya toh kal bilkul nahi rukne payega … agar abhi nahi pakde toh phir pakadna mushkil ho jayega
Bhoolkar bhi paise nahi deta mera baap … kaise khareedon kaise padhon koi kitaab
Chupe chupe se sarkar nazar aate hai … dil ki barbaadi ke aasaar nazar aate hai
Goonjte hai tere nagamon se ameeron ke mahal … jhopdiyon mein bhi teri awaaz hai … apne sangeet pe toh sabhi ko naaz hai
Hamara zikr toh har pal hua fasaane mein … toh kya hua joh todhi der hui aane mein
Har khothe jaise dikhne waali cheez khothi nahi hoti … aur har bhook ka ilaaj roti nahi hoti
Hawa badal gayi hai aaisi kuch zamaane ki … duayen maangta hoon hosh mein aane ki
He lost both the worlds in your love … the poor guy died doing squats
Jahan the wahin hai, na koi izafa hai … halaat yeh hai ki, na mazmoon hai na lifafa hai
Jeena agar joh chaho, toh door humse rehna … tum maum se bane ho, hum aag se bane hai
Jinko aata tha gussa kutte pe kabhi … unko kutte pe pyar aata hai abhi
Joh bhi kahoonga, sach main kahoonga … tu paas ho ya door, par touch mein rahoonga … email bhi karoonga, fax bhi karoonga … tujhe SMS bhejke relax main karoonga

Bollywood Dialogues
Mera jaam rahe meri shaam rahe … mere pehlu mein meri jaan rahe
Mere lahoo ko bana diya hai teri dua ne ab toh aag … apna doodh na bakshna tu, joh na laya tera suhaag
Meri haseen mehfil mein, ishq patthar hai aur kuch bhi nahi … apne nagamo se zindagi de isse, ya mitta apni zindagi bhi yaheen
Mohabbat bhare dil ka salaam kubool farmaiye … meherbani hogi naam bataiye
Moti chachi, lamba chacha jab aayenge home … patthar jaisa dil dono ka ban jayega maum
Sab kehte hai unse hamara chatees ka aankada hai … humse poocho toh chatees chaubees chatees ka aankada hai
Sau baar jahannam mein jalana ya rab … jee chahe toh phansi pe chadana ya rab … mashooq kahe humko buzurg … woh din na dikhana ya rab
Sheeshi bhari gulaab ki koi yunhi todta nahi … patthar mein bhi dil hai koi kyun dhoondta nahi
Sookha jungle, geela parbat, jadugar ki kasam … ek kadam bhi aage aaya, ho jayega bhasam

Bollywood Dialogues
Gabrana mat ab main loogna iski jaan … isse gilori banake khaonga jaise ho Banarasi paan
Green hai angoor, kele ka rang peela hai … kehdo saari duniya se, Ram ki Leela hai
Hamare ek ishare par hawa bhi rukh badalti hai … mere tinke bhikere joh, jahan mein kiski hasti hai
Har daffa khaya hai milkar thappad tujhse … mere mehboob kahin aur mila kar mujhse
Har ladka soft drink ki botal ki tarah hota hai … dimag ki jagah upar dhakan hota hai
Jigar ki chot hai aye dost, dauraahi nahi jaati … lapat hai aag ki, hoton pe phir laayi nahi jaati
Jism mitti hai mitti mein mil jayega … rooh ka jalwa phir bhi nazar aayega


You Can also read:

  • Bollywood Movie Shayari
  • Shayari and Dialogues in Hindi
  • Superhit Dialogues
  • Filmy Dialogues
  • Padmavati Movie Dialogues
  • Leave a Reply