Are you searching for Bollywood Shayari?

These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality  Bollywood Shayari & Bollywood Movie Shayari and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Shayari and Dialogues in Hindi, Superhit Dialogues, Filmy Dialogues, Padmavati Movie Dialogues, Shayari In Hindi, and many more.

You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.

Bollywood Shayari Dialogues

Bollywood Shayari Dialogues

Joh bhi pyar se mila hum us hi ke ho liye … jahan par khatiya mili hum wahin pe soo liye
Kab kaha maine ke woh mera ho jaye aur main uski … gair na ho jaye, itni si hasrat hai toh hai
Kadi se kadi milti hai toh ek zanjeer banti hai … aaiye hum sab milkar ek zanjeer banaye … tadbeer se in badnaseebon ki taqdeer banaye
Kiska jhoot, jhoot hai … kiske sach mein sach nahi … hai ki hai nahi, bas yahi sawaal hai … aur sawaal ka jawaab bhi sawaal hai
Mere maula kab talak gussa na unpar aayega … zaalimon pe rehman aakhir kab talak farmayega … kab talak hote rahenge bekason pe zulm aur sitam … kab talak yeh khooni manzar bas tu dekhe jayega
Mukar jaane ka qatil ne achcha bahana dhoond nikala hai … har ek se poochta hai … isko kisne maar daala hai?
Na koi tarang hai, na koi umang hai … meri zindagi bhi kya ek kati patang hai
Nadi, nadi nahin jismein pani na ho … hawa, hawa nahi jismein ravani na ho … woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho
Roshni chand se hoti hai sitaron se nahi … dosti ek se hoti hai hazaron se nahi
Sheeshi bhari gulaab ki patthar pe todh dein … aisi gharwali mil jaaye na toh baharwali chhod dein
Yeh aaine si shafaq aankhen … khuda inki masoomiyat mehfoos rakhe


Bollywood Shayari Dialogues
Yeh kaunsa tha jaam joh tune pila diya … is sirphere ka sara system hila diya
Yunhi aankhon mein aa gaye aasun … jaiye aap koi baat nahi
Zinda hai woh log joh maut se takrate hai … murdon se bhattar hai woh log joh maut se gabrate hai
Zindagi milti hai kaanton se guzarne ke liye … phool khilte hai gulistan ke savarne ke liye
Chaudwee ka chaand ho ya aaftab ho … joh bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho
Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor … Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor
Hum aankh kiye bandh tasavur mein pade ho … aaise mein koi cham se aa jaye toh kya ho?
Hum mein kya joh turbat ke melay rahenge … tah-e-khaak hum toh akele rahenge
Hum mein lagi hai joh thokar, tu muskurata hai … yeh waqt woh hai, ki dushman bhi raham khata hai
Husn ibaadat hai meri, ishq mazhab hai mera … hoon toh insaan magar, bhes hai parwane ka
Joh kuch bhi main kahoonga, sach main kahoonga … ja rahi ho tum door, par main touch mein rahoonga
Khuda ne jab tujhe banaya hoga, ek suroor uske dil mein aaya hoga … socha hoga kya doonga tohfe mein tujhe, tab ja ke usne mujhe banaya hoga
Maut toh ek din muayyan hai, neend kyun raat bhar nahi aati … hum wahan hai jahan se humko bhi kuch hamari khabar nahi aati

Bollywood Shayari Dialogues
Paanch ungliyon se banta hai tamacha … jinke padte hi ban jaata hai tamasha
People who are looking for god, may find god … and I should get my share, that’s about it
Prithvi ka dil hai aur sanjogta ka pyar hai … bas yahi tareekh hai, baki toh sab bekaar hai
Raah ke kaanton se bhi ab ishq ghabrata nahi … kya qayamat hai kahin dil ko karaar aata nahi
Subah hoti hai, shaam hoti hai … umar yunhi tamaam hoti hai
Tere golden face ki beauty ne mere gentle heart ko loot liya … teri zulfon ke net mein faskar maine night sleeping chhod diya
Teri aankhen hai jheel, jharno ka hai tujh mein jadoo … bas ek nazar dekhkar tujhko, mera dil hota hai bekabu
Today flower buds have blossomed in an abandoned garden … I was wishing for one and I got two
Unke dekhne se joh aa jaati hai chehre pe raunak … woh samajhte hai bimaar ka haal achcha hai
Vazan uthane waale ki baaton mein kya vazan aaya hai … action hero ke andhar romance ka tadka nazar aaya hai
Woh aaye ward mein hamare Sahil ki harkat hai … kabhi hum unke plaster ko, kabhi apni pattiyon ko dekhte hain
Woh toh chalte hai seena ubharke … kyun na loote maaze vasl-e-yaar ke
Chakke mile the tumko, sikandar nahi mila … ab tak gutter mile the tumko, samundar nahi mila

Bollywood Shayari Dialogues
Choona jamke padna chahiye, chahe paan ho Banaras ya Kolkate ka … saboot tagda hona chahiye, chahe thank you bolna pade kisi bhi ullu de pathe da
Hamari bewakoofi thi joh unse dil lagaya tha … zamane se begaari thi unhe apna banaya tha … jinhe humne haar samjha tha gala apna sajane ko … ur woh kaala naag ban baithe hum hi ko kaat khane ko
Har modh pe mile jaate hai humdard hazaron … shayad meri basti mein adakaar bahut hai
Heere moti khushiyon ke daaman mein uske bhar doonga … duniya ke sukh chain sabhi uspar nyochavar main kar doonga
Hum ahl-e-ishq hai, teer aur talwar se nahi darte … nazar bhar dekh lo zalim toh khud hi mar jaayein
Hum woh dariya hai hum mein maloom hai apni taqat … hum jahan chal padenge rasta ho jayega … chalna hai toh chalo varna jao bhaad mein … tu nahi mila toh koi aur ho jayega
Ishq par zor nahin hai, hai yeh woh aatish Ghalib … joh lagaye na lage, aur bujhaye na bujhe
Jab ghar pe ho sakta hai zukaam ka ilaaj toh kyun dhoonde kisi doctor ka address … ki farak penda hai ki ilaaj kare Munnabhai ya M.B.B.S
Jahan tum nahi hoti ho wahan only barbaadi hai … kyun ki tum jahan bhi hoti ho wahin party ban jaati hai
Jeene ki aarzoo mein marre ja rahe hai log … marne ki aarzoo mein jeeye ja raha hoon main
Mana ki tu ek insaan hai sari duniya ke liye … magar sari duniya hai kisi ek insaan ke liye
Muntazir hoon kab se, ki itni shafaa meri aahon mein aaye … kuch dawa ho jayegi zindagi ki, maut agar teri baahon mein aaye
Na maal tera, na maal mera … yeh maal hai bas maal-e-ganimat … badhe buzurgon ne sach kaha hai … maang mat, maang mat, maang mat
Nahalo, dholo, nikalo kitna bhi mail badan ka … phir bhi na nikle mail badan ka, kyun ki yeh pani hai jail ka
Pyar maanga tha, judaai nahi … wafaa maangi tha, bewafai nahi
Rehmat-e-khuda ki jis par ho barasti … uski kya mitta sakega koi hasti
Sab kuch khuda se maang liya tujhko maangkar … uthte nahi hai haath mere is dua ke baad


You Can also read:

  • Hindi Dialogues
  • Dialogues In Bollywood
  • Dialogues Collection From Hindi Movies
  • Dialogue Hindi Me
  • Dialogues From Bollywood
  • Leave a Reply