You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.
Bollywood Movie Shayari
Pehle toh apni dil ki raza jaan jaiye … phir joh nigah-e-yaar kahe maan jaiye … kuch keh rahi hai aapke seene ki dhadkane … meri suniye toh dil ka kaha maan jaiye … ek dhoop si jammi hai nigahon ke aas paas … ki aap hai toh aap pe kurbaan jaiye Tere pyar mein lut gaye hum beech bazar mein … nakad mohabbat khareed ke, dil rakh diya udhaar pe Wahan ka zarra zarra apni halat par salamat hai … tumhare ek na hone se wahan lekin qayamat hai Woh dil hi kya joh dhadke na … woh chunni ki kya joh sarke na … woh soorma ki kya joh rarke na … te woh yaar hi kya joh yaar ke liye tadpe na Yeh na hota toh koi doosra gham hona tha … main toh woh hoon jise har haal mein bas rona tha Zara si der ho jayegi toh kya hoga … ghadi ghadi na uthao nazar, ghadi ki taraf Aap hamare dil ke Taj Mahal mein aa sakte hai … aur uske kisi bhi kone mein khade rehke tasveer khicha sakte hai Aazadi hai gunah toh kubool hai saza … ab toh hoga wohi joh hai manzoor-e-khuda Agar Musalman ho toh roze rakho, sawab milega … agar Hindu ho toh navratre rakho, vardaan milega … agar apne desh ko maante ho toh Anna ke anshan mein aao … sundar aur sunehra Hindustan milega Aksar log school mein padhte hai aur padhate hai … lekin bahut kam log hote hai joh apne aap mein school hote hai
Bollywood Movie Shayari Banta nahi hero muscle yah metal parts se … banta hai aur mitta hai superhero sirf apne heart se Bewajah log kahan marte hai … yaar hi bewafai karte hai Bhook hai, thakaan hai, dard ki pehchaan hai … dushman jahaan hai, mann bhi pareshaan hai Camera mein reel hai, photo mein feel hai … par main toh good looking hoon hi, toh what’s the big deal hai? Husn ki taazgi pe ishq waale jaan diya karte hai … mastiyan lootne se pehle yoon hi baat kiya karte hai … roop ko chaand aur zulfon ko ghatta kehte hai … karke tareef mazaa loot liya karte hai Khushi ke saath duniya mein hazaron gham bhi hote hai … jahan bajhti hai shehnai wahan matam bhi hote hai Kispe kare yakeen, kisse kare gilla … mere naseeb ne mera yeh haal kar diya Kiss ki nahi hoti koi classes … it’s just a hit with the masses Koi shayar, koi pagal, koi bepeer ban jaye … teri tasveer joh dekhe woh khud tasveer ban jaye Kuch te aankhan di pardedaari rakh, chahe pyar tu udhaar hi rakh … phone toh tu karda nahi hai, meri jaan missed callan de maari rakh Milke tanhai ka ehsaas usne doona kar diya … dil kiya aabad kuch aaise, ki soona kar diya Paal le koi rog nadan zindagi ke vaaste … sirf sehat ke sahare zindagi katti nahi Tareef us khuda ki jisne jahan banaya … unko haseen banakar mujhko jawan banaya
Bollywood Movie Shayari Waise zinda rehne ka mujhe bhi koi shauk nahi … aakhri safar tumhare saath hi sahi Woh dil le gayi ek baar dekhkar … hum kuch na kar paaye lagatar dekhkar Ya rab tu apni jannat ko rehne de apne paas … humne zameen pe kar liya jannat ka nazara Yeh chaand bhi kya ghazab dhahta hai … bachpan mein mama aur jawani mein apne hi bachche ki amma nazar aata hai Aag, pani, thandi sadak, taad ka pedh … thandi ka mausam, oon wali bedh Deewane se deewangi ka sabak na poochna … woh khud nahi jaanta ki woh deewana kyun hai Humne kya kya usse mehfil mein ishara na kiya … dekhna bhi hum mein zalim ne gawara na kiya In cheezon se bhar chuka hai pet-e-natamam … ab toh kuch aur hi khane ko jee chahta hai Kam kapde pehenna tujhe pasand hai … aur teri is ada pe marna hum mein pasand hai Kaun kiske kareeb hoga, apna apna naseeb hoga … yaad karega jab azeez koi, dard dil ke kareeb hoga Khilte hai gul yahan khilke bhikharne ko … milte hai dil yahan milke bichadne ko Khushi se uchal jayega didi tera jee … upar jaake dekh, behte hai jijaji Koi kabil ho toh hum shaan-e-watan dete hai … dhoondne waalon ko duniya bhi nayi dete hai Lovers ke beech mein ho gayi judaai … kya phir aage mil payenge, tumhi dekho bhai Main bhi kitna harami hoon, dono taraf dhol bajhata hoon … udhar se maal kamata hoon, idhar se naam kamata hoon
Bollywood Movie Shayari Makkai ki roti sambhar se khayenge … Dharmendra Hema ke mafit hum bhi shaadi banayenge Maut se kiski rishtedari hai … kabhi na kabhi meri, lekin kal teri baari hai Soora so pehchaniye joh lare deen ke het … purja purja kat marre, kabh hoon na chhade khet Tu saath hokar bhi saath nahi hoti … ab toh rahat mein bhi rahat nahi hoti Tum kya samajhte ho kanoon koi khilona hai, mujrimon ke samne bauna hai? … arre ab toh wohi hoga joh hona hai Tumhari mehfil se agar jaan bach bhi gayi, toh hum kisi doosri bazm mein shikaar honge … is liye humne tay kiya hai, ki hum tumhari hi khatir jaan denge Upar waala bhi kya taqdeer ka paiya ghumata hai … ki raja ko bikhari aur bikhari ke sar pe taj pehna deta hai Yeh kaisa locha kiya tune mere pyar ka … maal toh bika nahi bill chad gaya udhaar ka Yun toh duniya ne bhi teer maare bahut … yaad aayenge ehsaan tumhare bahut Zindagi ki khasiyat hai yeh kabhi jhukti nahi … saanse ruk jati hai magar zindagi rukti nahi Adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoore hum … magar ab chaand poora hai falak pe … aur ab poore hai hum Arre thairo thairo thairo, zaara tham toh jao … kahe ki hai yeh dhoom dhaam, zaara mujhe toh batao Aye meri sundar aankhon waali mehbooba … apni lambi kaali zulfein mat bikhra … kyun ki in mein hazaron kaale naag bandhe hai … in zulfon ke jaal mein mujhko mat uljha Badhi dilchasp ghaflat ho gayi hai … haai achanak unse ulfat ho gayi hai Commission mein kam se kam 100 crore kamayenge … aur netagiri ki parampara nibhayenge Jis aandhi toofan mein logon ke aashiyane udh jaate hai … us mein hum chaddi aur banyan sukhate hai