You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.
Shayaris From Bollywood
Kabhi tera dar, kabhi darbadar, kabhi arsh par, kabhi farsh par … arre gham-e-aashiqui tera shukriya, main kahan kahan se guzar gaya Kal shyam aur thi, aaj shyam aur hai … kal thikaane aur the, aaj manzil aur hai Kashtiyan sabki kinare pe pahunch jaati hai … nakhuda jinka na ho unka khuda hota hai Khat ka mazmoon bhap lete hai lifafa dekh kar … naam ko bhi jaan lete hai qayafa dekh kar Kuch baatein reh jaati hai ankahi … joh na kahun karo us par yakeen Kya milega bhala rulaake mujhe … paoge kya jala jalake mujhe Laila ke aangan mein joh bhangra ho gaya … Majnu naacha aur yoon naacha ke langda ho gaya Maana maine Ali Bhai ka kehna, maana tune Ali Bhai ka kehna … lekin us budhe ki baat tu seriously mat lena, aur hamesha Mussa se bachke rehna Sitaron se aage jahan aur bhi hai … aasman se aage aasman aur bhi hai Yahan aaj kal har shaksh, har pal haadsa hone se darta hai … khilona hai joh mitti ka woh fanaa hone se darta hai … hum sabke dilon ke kisi kone mein yeh masoom bache bachiyan … hum badhon ki dekhkar duniya, bada hone se darte hai Yeh ajeeb sa khela hai … haan aur na ka mela hai … shakkar ka daana kabhi karela hai … kabhi Savita, kabhi Sunita, kabhi Bela hai
Shayaris From Bollywood Ab ke hum bichade toh shayad kabhi khwabon mein mile … jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile Aisa laga khuda ne rakh diya hamare dil pe haath … liya naam hamare unhone kuch aisi ada ke saath Angdhai na lena aaise haathon ko uthakar … seene se tere dekh dupatta na satak jaye Auron ke liye gunaah sahi … hum piye toh shabaab banti hai … arre sau ghamo ko nichodne ke baad … ek katra sharaab banti hai Bijnor mein gunda pakda gaya … hairan hoon is daur mein gunda pakda gaya Ek chumma tu mujhko udhar dede … badle mein Middlesex Trafalgar Square lele Ghis jaonga, pitt jaonga … ek baar haan kehdo, tumhare pyar mein mitt jaonga Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishaan aur … karte hai mohabbat toh guzarta hai gumaan aur … yaa rab na woh samjhe hai na samjhenge meri baat … de aur dil unko joh na de mujhko zubaan aur Har dam duayen dena, har lamha aahen bharna … unka bhi kaam karlo aur apna bhi kaam karna Hawa hi aaisi chali hai ki jee bahal nahi … varna hum toh bahut kam udaas rehte hai Jab itni bewafai par tujhe dil pyar karta hai … aare zalim agar tu bawafaa hota toh kya hota Kitna pyar hai tumse yeh jaan lo … tum hi zindagi ho meri is baat ko maan lo … tumhe dene ko mere paas kuch bhi nahi … bas ek jaan hai, jab jee chahe maang lo
Shayaris From Bollywood Kuch hosh nahi rehta, kuch dhayan nahi rehta … insaan mohabbat mein insaan nahi rehta Kya naza ki takleefon mein mazaa, jab maut na aaye jawani mein … kya luft janaza uthne ka, har gaam pe jab maatam na hua Lakh baando tum hum mein zanjeer se … waqt par niklenge phir bhi teer se Maut ho aaisi jisse sara zamana yaad kare … yun toh aate hai sabhi is duniya mein marne ke liye Milte hi nazarein dil milaya nahi jaata … aagaaz ko anjaam banaya nahi jaata Mohabbat mitt nahi sakti zamaane ke sataane se … ke suraj bhuj nahi sakta paani mein dubaane se Mujhe na chhedo yaaron main nashe mein hoon … sheeshay mein main, main mein nasha, main nashe mein hoon Na jaane badalon ke darmiyan kaisi saazish hui … mera ghar mitti ka tha, mere hi ghar baarish hui Sharma gaye, lajja gaye, daaman chhuda gaye … aye ishq marhaba, woh yahan tak toh aa gaye Apne matlab ke vaaste humne aasmano se kuch nahi maanga … humne gulshan ki khair maangi hai koi takht-o-taj nahi maanga Bhagwan ke saath khel, sentimental hai maaf kar dega … bhai mental hai, cheerke rakh dega
Shayaris From Bollywood Doston ke dukh dard baatne dekho Jaggi aaya hai … abhe kaun hai woh kabootar jisne tumhe sataya hai Falsafi ko bahas ke andar khuda milta nahi … dor ko suljha raha hoon aur sirah milta nahi Hoon giraftar-e-ulfat-e-sayaad … varna baaki hai taqat-e-parwaaz Hum lakh chupaye pyar magar duniya ko pata chal jayega … lekin chup chupke milne se milne ka maza toh aayega Humko aata hi nahi maut se darna yaaron … hum toh toofan ko samajhte hai khilona yaaron Janbaaz kalakaron se nahi hai duniya khali … is mard ke liye bajao ek baar zordar taali Jin sar pe ho Waheguru ji ka haath … woh banate hai London ko Dhobi Ghat Jisne dil pe zakhm khaye ho, woh is zakhm se kya gabrayega … peeye ho jisne khoon ke aasoon, kya woh is khoon se mar jayega Joh tha jalkar khaak ho gaya, ab sirf ek saaya hoon … Mr. X naam hai mera, tumhari maut bankar aaya hoon Kehte hai pyar mein neend udh jaati hai … koi humse bhi mohabbat kare … kambhakt neend bahut aati hai Khuda bachaye teri mast mast aankhon se … farishta ho toh bahek jaaye, aadmi kya hai Kis kis ko yaad ki jiye, kis kis ko royiye … aaram badi cheez hai, mooh dhakke soyiye Kitne toofan uthaye aankhon ne, naav yaadon ki doobti hi nahi … tujhse milne ki, tujhko paane ki koi tatbir soojti hi nahi
Shayaris From Bollywood Sar jiske aage na jhuke woh darwaza kisi aur ka hoga, mera nahi … aur joh har darwaze pe jhuk jaye woh sar kisi aur ka hoga, hamara nahi Ulfat ke raaste mein na deewar koi aaye … jaise mile hai hum, khuda sabko yunhi milaye Upar waale tera khel nirala … kutte ki dumm ko seedha kar daala Wearing the police uniform I’m watching the entertainment of generosity … I’ve seen a flower garden get destroyed many a times, but today I’m looking at the condition of this club Woh mere paas hota hai goya … jab koi doosra nahi hota Wohi meri duniya, wohi meri puja … uske sivah nahi aur koi duja Aaj se main tera kambal tu meri razai … main tera Honda tu meri Hyundai … main tera langot tu meri neck tie … main tujhe salaam karta hoon bhai