Are you searching for Hindi Film Dialogues?
These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality Hindi Film Dialogues & Dialogues Of Indian Cinema and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Shayaries From Movies, Bollywood Dialogues, Hindi Movie Dialogues, Movie Dialogues in hindi, Bollywood Movie Dialogues, and many more.
You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.
Hindi Film Dialogues
Jab hum chale toh saaya bhi apna na saath de … jab tum chalo zameen chale, aasmaan chale … jab hum ruke toh saath ruke shaam-e-bekasi … jab tum ruko bahaar ruke, chandni ruke
Jaise taise taalo isse … lula landa jahan koi mil jaaye haath peele karo, nikalo isse
Mere aage hai jannat, toh aaj teri shaamat hai … dil yun kisiko dena, mardo ki buri aadat hai
Sharaabi ko sharaabi nahi toh kya pujari kahoge … gehun ko gehun nahi toh kya jwari kahoge
Tum ruki kya dil hamara ruk gaya … gham ke maare aasman bhi jhuk gaya
Tumsa koi aur is zameen pe hua, toh rab se shikayat hogi … tumhe chahane waala koi aur hua, toh qayamat se pehle qayamat hogi
Udhar hai intezar apna, idhar dil beqarar apna … aaye hai tere dar pe Omi, tu karde beda-par apna
Unki gali mein hum aaye ajeeb ittefaq hai … phool toh pheka unhone … magar gamla bhi saath hai
Upar waale pe sabko full on bharosa hai … har ek ke dil mein umeed ka samosa hai
Ab yeh dard saha nahi jaye aur bin kahe bhi raha nahi jaye … meri samajh mein kuch kuch aaye, machi hai kyun hai-hai … pyare yahi toh ishq kehlaye
Agar dil mein hai mohabbat toh izhaar kyun nahi karte … mere pyar se nahi jab inkaar toh ikraar kyun nahi karte
Ajab hoti hai yeh jhooti mohabbat … zabardasti main phuslaya gaya hoon … main apni maa se darkar bhaag aaya … main khud aaya nahi, laya gaya hoon
Hindi Film Dialogues
Apni hi karni ka phal hai naiki aur ruswaiyan … aap hi ke sang chalengi aap ki parchaiyan
Arre woh sharaabi ko aye-khuda maut aajaye … joh chhodke tujhe paimana mooh ko lagaye
Dost wahi hai joh dosti nibha sakta hai … aur mushkilon ke waqt dost hi dost ke kaam aa sakta hai
Hum baar baar tere dar pe aayenge … aur ghanti bajake bhaag jayenge
Hum tanhaiyon se nahi, mehfilon se darte hai … hum zamane se nahi, apne aap se darte hai … yun toh bahut kuch khoya hai humne, na jaane kyun aapko khone se darte hai
Humne wahan apna khoon bahaya jahan tera pasina nikla … bade bhai se bhi badhkar samjha tujhe … par saale tu toh bada kamina nikla
I smoking a hookah and the stars are fading away … on every puff the fire in the pipe is getting weaker
Kabhi bal se toh kabhi chhal se … kitno ki Lanka dhai hai … par is shehar ki hawa mein kuch ajeeb se garmai hai … is liye purane paintere chhod, ab yahan akal ladane ki baari aayi hai
Kahin sher aur nagma bankar, kahin aasoonyon mein dhalkar … woh mile mujhe toh e-dil, kahin sooratein badalkar
Kar jaye aisi ki taisi … yeh kambakht ishq cheez hai hi aisi
Kehte hai kehne waale ishq karna aasaan nahi … koi humse bhi toh pooch kar dekhe-e-zaalim … aage chalna aur peeche mudhkar na dekhna bhi aasaan nahi
Hindi Film Dialogues
Matwaali raftar qayamat, payal ki jhankar qayamat … aaj qayamat se pehle hi, aa pahunchi sarkar qayamat
Toofan mein toh hum khushi se jaate hai … yun jhoomkar marte hai ki jee jaate hai … tum toh woh ho jisse samundar kha jaata hai … arre hum toh woh hai joh samundar ko pee jaate hai
Tu wohi hai joh subah ko office jaata hai aur shaam ko ghar aata hai … boss ki daant khata hai aur kisi ko nahi batata hai
Tu zulm badhata ja hum sabrr badha lenge … mitt jayenge hum lekin tujhko bhi mitaa denge
Tum gaye kya jag hua andha kuaan … rail chhuti reh gaya keval dhuaan
Tum usse apna samajhte ho, joh madad leta hai … main usse apna kehta hoon, joh madad deta hai
Aaiyash nigahon ko multiplex bhi maikhana lagta hai … lehenge mein lapeto toh Rustam bhi Rukhsana lagta hai
Aao ji aao ji aaj sadke, yaaro ke yaar aaye hai … pilao ji pilao inhe aaj jee bhar ke, saat samundar paar aaye hai
Aasmaanon se kaho agar hamari udaan dekhni ho, toh apna kad aur uncha karle … husn waalon se kaho ki agar ishq dekhna ho, toh humse aake mile
Abhi aaye, abhi behte, abhi daaman sambhala hai … tumhari jaun jaun ne hamara dum nikala hai
Daurate raho jisko ban jaati hai aadat woh … chahe woh ibaadat ho, chahe woh mohabbat ho
Dhood ke phatne se banti hai malai … suit ke phatne se hoti hai silai … bhoot ke darr se phatte jiski, uski toh rab hi kare bhalai
Hindi Film Dialogues
Dil mein kisi ke raah kiye ja raha hoon main … kitna haseen gunah kiye ja raha hoon main
Doli se main jab utroongi hairan na hona … mar jaon khushi se toh pareshan na hona
Hamere baad mehfil mein afsane bayan honge … baharen humko dhoondengi, na jaane hum kahan honge
Har waqt har pal tujhse takrane chattaan aa raha hai … mere bete ke liye tujhse ladne tera baap aa raha hai
Himmat haarke behte rahe, apna yeh dastoor nahi … hum manzil se door sahi, manzil humse door nahi
Himmat-e-marda toh madad-e-khuda … aur inko de mila, na kar juda
Maine joh tumhe chaha kya is mein khata meri … yeh tum ho ya aaina, insaaf zara karna
Na kar bandeya meri teri … char dinan da phair hai duniya … phir tu bhi mitti, main bhi mitti
Punya kamaye kikri aur peepal daan kare … jungle jaisa vaid kahan joh sabka dhyan kare
Raat bhar anda pakaya, phir bhi woh kacha reh gaya … mar gaye shayar, lekin ullo-ka-patha reh gaya
Roz pukarenge beete huye din … awaazein maarenge beete huye din … na bhoolenge, na bhoolenge yeh beete din
Sapno ko bikharte dekha hai yahan … umeedo ko simatte dekha hai yahan … suna hai yahan bighade huon ko sudharte hai … magar sudhre hue ko bighadte dekha hai yahan
Tu mere samne hai … teri zulfein hai khuli, tera aanchal hai dhala … main bhala hosh mein kaise rahoon, kaise rahoon
Zindagi toh khuda ki rehmat hai … joh nahi samjha uski zindagi pe laanat hai
Aapke shehar ka mausam bada suhana lage … ek lamha chura loon agar bura na lage
Hindi Film Dialogues
Aatma udh gayi chhodkar shareer purana … didi tera devar deewana, kudiyon ko dale dana
Daal mein kaala ho ya garam masala … kahan chup gaya hai saala?
Dekhunga yeh khula aasman doobara kabhi socha na tha … maan jayega mera rootha khuda kabhi socha na tha … gham mein bahut roya ab talak ghalib … khushi se ro padunga ek din kabhi socha na tha
Dil ke chaalon ko koi shayari kahe toh parwah nahi … takleef toh tab hoti hai jab koi wah wah wah karta hai
You Can also read: