Are you searching for Dialogues From Films?

These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality  Dialogues From Films & Hindi Film Dialogues and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Dialogues Of Indian Cinema, Shayaries From Movies, Bollywood Dialogues, Hindi Movie Dialogues, Movie Dialogues in hindi, and many more.

You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.

Dialogues From Films

Dialogues From Films

Dilon ki baatein dilon ke andar zara si zid se dabbi hui hai … main sun’na chahun zubaan se sab kuch … woh karna chahe nazar se battiya

Jinhe woh aazmate hai, star woh ban jaate hai … dilon mein zamaane ki, aag woh lagate hai

Main akela hi chala tha apni manzil ki taraf … log saath aate gaye aur karavan banta gaya … khoon-e-dil se humne likhi gham ki yoon dastan … zindagi ka shandar ek gulsitan banta gaya

Mujhko meri awaaz sunai nahi deti … kaisa yeh mere jism mein ek shor macha hai

Na main hoon nikamma, na tu hai nikammi … shaadi karke hum dono banenge daddy aur mummy

Nakhoon joh uthaya toh khoon kar dega … kadam joh badaya toh dum todh dega

Paise mein kya rakha hai, baat karo tum prem pyar ki … paise ki keemat sasti hai, mehengi dosti yaar ki

Petrol ka daam badta hai litre ke hisaab se … auto waala kaise chalayega meter ke hisaab se

Tandurusti aur tvacha ka nahi hai daava … sirf saaf safai ka pakka vaada

Tere honthon ka kaala til joh nashtar bankar chubta hai … karoon kurbaan Samarkandon Bukhara iske badle mein

Teri nigahon ka salaam kabul kare, meri nigahon mein woh nafasat nahi … tujhse mila loon nazar toh magar, mere dil ki shayad yeh aadat nahi


Hindi Dialogues From Films

Treta mein chaas mile aur Dvapar mein ghee … Kalyug mein chai mile so bana banake pee

Woh wish hi kya joh aasaan ho, jisse paane mein na ho todhi si ladai … mile toh lage kuch hai paaya, varna zindagi toh humne bus yun hi bitai

Yeh ahtiyad zaroori nahi sabhi ke liye … ghadi ghadi ki khabar rakhna, do ghadi ke liye

Zakhm rishtey rahe umar bhar aur waqt se berukhi ho gayi … naam likh ke tera aaj kyun ungliyan barf si ho gayi

Aap toh woh hai joh saare jahan ka khoon peekar bhi pyasa reh jaye … maut toh kya yamraj ko bhi nighalkar bhooka reh jaye

Bhichad ke tujhse ab mujhe marna hai … yeh tajurba issi zindagi mein karna hai

Bura joh kaam karta hai woh manzil se bhatakta hai … kamina lakh baande boriyan, magar ek din atakta hai

Chale the zamaane se mooh pherkar … yaka-yak tera saamna ho gaya

Cheenti chadi pahad pe daane ke vaaste … aur kuwaaron ki manzil mohabbat ke raaste

Gaye the dubane Titanic par na duba sake ek bhi naiyya … misaal hi maarte reh gaye hamare Lucky bhaiya

Haai is ada pe kaun na mar jaye khuda … ke ladte hai aur haath mein talwar bhi nahi

Haqeeqat chup nahi sakti banavat ke usoolon se … ki khushboo aa nahi sakti kabhi kagaz ke phoolon se

Har yaar wafaadar nahi hota … har patthar chamakdar nahi hota … na jaane bal mein kitne phool khile hai … har phool khusboodar nahi hota


Hindi Dialogues From Films

Jawaani ek din humpar bhi aayi thi … kisi se pooch le, us waqt bhi mehnat ki khai thi

Jiski aaghaaz aag se hoti hai … uski inteha khaak se hoti hai

Mohabbat ka matlab ikraar nahi hota, sirf kisi ko dekhna pyar nahi hota … yun toh milte hai roz mohabbat-e-pehgham, mohabbat hai zindagi baar baar nahi hota

Mooh mein aag hai babu aur choli mein angaare hai … tere jaise kitne sagar is garmi se haare hai

Mr. Ghalib, we can change into a beggar’s guise … and see the spectacle of generocity

Muskurate hue yun aaye woh maikhane mein … ruk gayi saans chalakte hue paimaane mein

Mutthi mein band hai maut ka khel … dekh raha hai tujhe aasmaan se sohail

Shikaar usne kiya, dil ko taar-taar kiya … bura kiya joh kisi ladki se pyar kiya

Tere bina main nahi, mere bina tu nahi … hamare bina prem nahi, prem bina hum nahi

Tere vaade pe jaye toh yeh jaan jhoot jana … ki khushi se mar na jaate agar aitbaar hota

Time time ki baat hai, kabhi din hai kabhi raat hai … khatam ho jaye joh coffee ke bina, woh mulaqat koi mulaqat hai

Aaj apna pehla mulaqat, khane ke liye daal bhat … khana khale aaj mere saath, khana khale bill ka kya baat


Hindi Dialogues From Films

Aap bhi itna samajh le mujhko samjhane ke baad … aadmi majboor ho jaata hai dil aane ke baad

Aye haseen aasman ki malika, mera dildar mujhko lauta de … tujhko apni nazakaton ki kasam, tu mera pyar mujhko lauta de

Badalo hat jao dedo raah jaane ke liye … ke Laila aa rahi hai Majnu se ishq farmaane ke liye

Bandar ke nachane se kalandar nahi padte … tasbi ke phirane se paighambar nahi padte

Besharam badtameez khudgarz hota hai … par pyar toh aaise hi hota hai

Dil mein tum ho, dhadkan mein tum ho, meri har raah ki manzil bhi tum ho … ab aur iske aage main kya kahoon … mere jeene ki wajah tum ho

Jabse thappad maine khaya, ek aafat ho gayi … aye but-e-kafir mujhe tujhse mohabbat ho gayi

Koi mooh chum lega is nahi par … shikhar reh jayegi yunhi zabi par

Kya farak padta hai Daler ho ya Udhas … show ka mazaa aayega jab aap ho hamare paas

Laayi hayaat aaye, qazaa le chali chale … apni khushi na aaye, na apni khushi chale

Log har peshe mein khudko ghulam kehte hai … hum ishq karne wale shayari ko kaam kehte hai

Mitt gaye jiske liye naam tak uska na liya … kaash is baat ki usko bhi khabar ho jaati


Hindi Dialogues From Films

Pyar mein toh budha bhi jawaan lagta hai … ladki Shirin aur ladka Farhad lagta hai

Roop rang mein gori ho chahe kaali ho … khushnaseeb woh jija hai jiski saali ho

Samjhao isse pyar koi paap nahi hai … jallad hai kambhakt, yeh mera baap nahi hai

Shaadi ki tamanna thi kunware chale aaye … jaise gaye vaise hi bechare chale aaye

Teri zulfon ke pech-o-kham teri zindagi se kam nahi … jitni sawariye utni ulajhti chali jaati hai

Zamanat ho nahi sakti, shanivar ko itvar ko … main kisi ko chhod nahi sakta, na dost ko na yaar ko


You Can also read:

  • Bollywood Movie Dialogues
  • Shayaris From Bollywood
  • Filmi Shayari
  • Bollywood Shayari
  • Bollywood Movie Shayari
  • Leave a Reply