Are you searching for Dialogues From Hindi Films?
These days, Internet is full loaded with Superhit Dialogues & Shayari sites. If you need to get the high-quality Dialogues From Hindi Films & Dialogues From Films and share it together along with your family & friends then We are providing the best & Latest Collection of Dialogues & Shayari for Love like high-quality Hindi Film Dialogues, Dialogues Of Indian Cinema, Shayaries From Movies, Bollywood Dialogues, Hindi Movie Dialogues, and many more.
You can peruse here your most loved Dialogues & Shayari as indicated by your emotions like love, Pain, amusing, sentimental, energy, excruciating, inspiration about existence and so on. These Dialogues & Shayari can be imparted to your companions, relative, husband, wife, spouse, girlfriend and boyfriend or as you need. Expectation you will like this Hindi Dialogues & Shayari Collection.
Dialogues From Hindi Films
Zulm ki tahani kabhi phalti nahi … nav kagaz ki sada chalti nahi
Aag hoon main, shamma nahi hoon … chhuoge toh jal jaoge … tum toh thande ho, baraf ke gole ho … bekaar pighal jaoge
Aankh jhukakar baithne waale, aankh uthakar dekh zara … hum bhi hai tere chahne waale, teer chalakar dekh zara
Jab chacha Shaadilal par chhod di hai baat … toh koi na koi rishta zaroor aayega haath
Kal mila waqt toh zulfein teri suljha doonga … aaj uljha hoon halaat ke suljhane mein
Kaun kehta hai ki main nahi chakhi, kaun jhoothi kasam khata hai … mehkade se joh bach nikalta hai, teri aankhon mein doob jaata hai
Kheench laye joh unke dar pe, aaisi deewangi ko kya kahiye … katal karke bhi woh khamosh hai, aaisi saadgi ko kya kahiye
Khushboo tumhari zulfon ki ab tak basi hai saanson mein … mehak jaati hai rooh meri jab aati ho tum baahon mein
Kismat hai ki zinda bach gaye pyare … na jaane dakuyon ne is jagah kitne jawaan maare
Mere dil, jigar, liver mein ho tum … waqt bewaqt aaye woh fever ho tum … ab toh meri life mein forever ho tum
Dialogues From Hindi Films
Meri nazar ne husn ka jadoo jaga diya … tujhko sajaake aur bhi katil bana diya
Mohabbat ka tamasha ishq ki taseer dekhoge … mere seene mein dil mein Heer ki tasveer dekhoge
Mubarak ho sabko saman yeh suhana … main khush hoon mere aasunyon pe na jaana … main toh deewana, deewana, deewana
Na zehan mein aap, na rum mein aap … dono jahan pukar aaye, kahan hai aap … itna guroor husn pe achcha nahi janaab … humko lagalo dil se samajhkar yahi kitaab
Nigahein woh ki raahgiron pe jinke vaar hote hai … yeh achchi sooraton waale musafir maar hote hai
Pehankar police ki yeh vardi hum ghalib tamasha-e-ahle-karam dekhte hai … chaman ko ujhadte kahi baar dekha, par aaj is club ka hashar dekhte hai
Poocha unse ishq kiya kya yeh koi paap hai … usne kaha chup raho tere peeche khada mere baap hai
Sab apni soochte hai, sabko dhyan hai apna … yahi hai rang toh poora na hoga ek sapna
Tere labon pe inkaar hai, mere labon pe ikraar hai … haan yahi toh hai sab nishaaniyan, haan issi ka naam toh pyar hai
Yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye … hum toh samjhe the bud, aap toh dhadkan suna gaye
Zindagi insaan ko laati hai, maut le jaati hai … yeh sharaab beech mein kahan aati hai
Apni laashon se hum tarikh ko aabad rakhe … woh ladai ho ki angrez jisse yaad rakhe
Aye khaak nasheeno uth baitho, woh waqt kareeb aa pahuncha hai … jab takht giraye jayenge, jab taj uchaale jayenge
Dialogues From Hindi Films
Bade beabroo hoke unke kooche se hum nikle … humne toh ki wafaa pe wafaa pe wafaa non-stop … phir bhi woh bewafaa nikle
Banegi ek nayi tareekh, surkhiyon mein likhega zamana … apne watan ke khatir, jaan par khel gaya Parwana
Don’t todho my dil … please aake tu mil … I promise we will just chill
Ek hawa ka jhonka aaya toota dhaali se phool … na pavan ki na chaman ki, kis ki hai yeh bhool
Joh bheed mein shikaar kare woh sher nahin thug hota hai … aur agar dushman tagda ho, toh usse maarne ka mazaa hi alag hota hai
Kaaba na sahi, butkhana sahi … hum chahne waale tere sanam, tujhe dhoond hi lenge kahin na kahin
Kabhi kabhi Anarkali ko Salim ke bajai Akbar se mohabbat ho jaati hai … vaise hi kabhi kabhi hone wali biwi, hone wali amma ban jaati hai
Kabira behta tere dar pe, sabki maange khair … parwardigar bichadon ko mila de, mila de na yaar
Kal tak toh sab theek tha, yeh pyar kaise ho gaya … kabhi soocha na tha ki aaise hoga, yeh kaise ho gaya
Main tere pyar mein kya kya na bana Meena … kabhi bana kutta, kabhi kamina
Markar bhi ho zaban pe Hindustan hamara, markar bhi haathon mein ho Hindustan ka nara … agar aaisi maut mile humko, toh marna roz gavaran … phir tu ab maare yah kal maare, hai marna humko pyara
Mehfil lagi hai yahan mohabbat karne waalon ki … koi lutta hai toh koi lootta hi hai … dilon ke khel mein aksar kahin na kahin sheesha tootta hi hai
Meri aankhon ki surahi se meri nazaro ka jaam pijiye … dil cheez kya hai, aap meri jaan lijiye
Tareef toh us khuda ki hai jisne yeh jahan banaya … jisne aapko ladki waala aur hum mein ladke waala banaya
Dialogues From Hindi Films
Woh aag hi kya joh lag ke badhe nahi, woh nasha hi kya joh sarr pe chadhe nahi … nahi banta tab tak koi sachcha aashiq, jab tak ishq mein usko do chaar padhe nahi
Woh nahi mere paas magar usse mohabbat hai toh hai … yeh agar rasm-o-riwazon se bagavat hai toh hai
Yahan tel bhi hai, adalaton mein bail bhi hai … Kashmir aur Taj Mahal ke saath, suna hai Tihar jail bhi hai
Yeh ishq nahi asaan, itna hi samajh lijiye … ek aag ka dariya hai, aur doob kar jaana hai
Aaj is bhatakti khushboo ko thikana de do … main agar baarish hoon toh tumpe toot jaane ki izaazat de do
Dil mila hai ishq karne ke liye, bas itna samajh li jiye … ek se karna hai yah gyarah se, woh khud hi teh kar li jiye
Duniya ke sitam yaad, na apni hi wafaa yaad … ab kuch bhi nahi mujhko mohabbat ke sivah yaad
Humne bahut dekhe hai ishq mein jaan dene waale … par kya karen huzoor aashiqui dillagi nahi hoti
Husn kehte hai unhe, noor ka shola woh hai … joh kabhi door se chamka tha, woh jalwa woh hai
Iodex lagane se theek hoti hai moch, B-Tex lagane se theek hoti hai khujli … dil lagane nikle joh pati, usse maarke current gira deti hai bijli
Ishq kare koi kisi se hum mein kya harz hai bhai … nuksaan joh hamara hoga kaun karega bharpai
Joh samundar mein gotha lagate hai woh bheegkar jaate hai … aur joh bar mein aate hai woh do-do peg peekar jaate hai
Dialogues From Hindi Films
Kuch paane ke liye kuch khona padta hai … aur joh nahi bhi ho, woh bhi hona padta hai
Kya shehak milega pareshani karke … kya pahega tauheen-e-jawani karke … tu aatish-e-dozakh se darata hai unhe … joh aag ko pee jaate hai pani karke
Lamhon ko toh guzarna hoga, aandhi ko toh chalna hoga … main ek khayal hoon mujhe jaane do, khayal ka haath kaun pakadta hai
Maarne waale sun, tu kuch gadi ka mehmaan hai … teri hi hukumat mein, tujhse jung ka elaan hai
Pooche joh koi mujhse bahaar kaisi hoti hai … naam tera leke keh doon yaar aaisi hoti hai
You Can also read: